How To Install Ubuntu In Termux
Hello dosto aaj ki is post me main aapko bataunga ki How To Install Ubuntu In Termux. So dosto sabse pahle aapko Termux ko install karna hai, jo ki app playstore se kar sakte hai, aur is link par click karke bhi Download kar sakte hai.Termux Download Link
What is Ubuntu ?
Dosto Ubuntu ek open source operating system hai, computer ke liye, aur dosto ye linux distribution based hai debian architecture par, to dosto finally ab aap jan gye hai ki Ubuntu kya hota hai.
Install Ubuntu In Termux |
Installation Command:
Dosto main jo bhi command bta rha hu, isse aapko simply Termux ke Terminal me paste kar dena hai.
- 1.Sabse pahle aapko Termux ko update karna hai.apt update && apt upgrade
- 2.Fir aapko git ko install karna hai.apt-get install git
- 3.Fir aapko package clone karna hai.git clone https://github.com/Neo-Oli/termux-ubuntu
- 4.Fir aapko termux-ubuntu folder me jana hai.cd termux-ubuntu
- 5.Fir aapko ubuntu.sh ko executeble permission dena hai.chmod +x ubuntu.sh
- 6.Finally ab aapko ye command run karna hai../ubuntu.sh
NOW ENJOY HACKING 😀
ConversionConversion EmoticonEmoticon